Kya aap blogger website bna kar bina kuch kiye paisa kama sakte hai ?
Blogger website bnane ke baad aap ko kuch savdhaniya rakhni chahiye aapki ek glti se aapka website dead ya fir delete kiya ja sakta hai aap yaha YouTube se jaldi paisa kama sakte ho lekin YouTube se jada yaha par risk hota hai kabhi bhi apni income share na kare kahi bhi isse aapka account bhi hack ho sakta hai hackers sirf url hi mil jaye to aapka account hack ho sakta hai kuch aur bhi savdhaniya hai jo aapko niche mil jayengi ye sabhi word's aur btai hui baato ko dhyan se padh kar hi koi kadam udhay agar aisa nhi karte hai to aap apna bnaya hua website aur income kho denge kabhi bhi kisi ke bhi baato me aa kar apna e-mail password share na kare ho sake to aap premium wala thame use kare jo aapko bahut se jagaho par free me mil jayegi dhyan rhe ki sab kuch edit karke aap apna link aur I'd lga le.
Kya blogger website mein kisi ka bhi contant copy paste kar sakte hai ?
Blogger website mein kabhi bhi kisika bhi contant copy paste nhi kiya jata hai agar aap aisi galti kar dete hai to aapka website monetize nhi hoga agar monetize hai to demonetization me chla jayega is baat ka pura dhyan rkhe ki koi bhi contant kisi aur ka copy kiya hua na ho yaha aapko apna khud ka contant bna hona chahiye har contant me kuch ache points bhi hone chahiye heading ka bhi dhyan rkhe kaha full stop lagana hai uska bhi dhyan rkhe.
Blogger website mein kitne contant hone chahiye monetization ke liye ?
Aapko blogger website bna kar phle stylish look dene ke baad pages bna le fir uske baad daily 1 se 2 contant post kare aapko ye kaam 25 days tak karna hai jab aapke website me 25 post ho jayenge tab aap monetization ke liye try kar sakte hai lekin yaha 30 % chance hota hai ki aapka monetization ho jay lekin aap ek baar try kar sakte hai kisi karan se monetize na hone par aap 30 days baad monetization ke liye apply kar sakte hai lekin aapko 30 days tak post upload karte rhna hai jab tak monetization na ho jay.
Don't copy any contant |
Website ke sabhi post mein kitne words hone chahiye ?
Aap ko sabhi post mein kamse kam 10k yani ki 10 hazar words mein likhna hoga aise karte hai to aapka website jald hi monetization ke liye tayyar ho jayega baaki ki jankari next post mein bta dunga yaha post bahut bada ho jayega.
Thanks for visiting๐ค