Third party applications ka ads band kaise kare ligal rup se

 Kya aapko bhi kisi third party applications ka ads band karna hai bina kisi risk ya applications download kiye ?

Ye trick sirf third party applications me hi work karegi na ki YouTube ya kisi aise applications mein jo Google se ho is trick ka use sirf third party me hi use kiya jata hai jaha aapko phone root krne ki jarurat nhi hai aur kisi application ko download bhi nhi karni hai. 


open
Go to settings and search dns

Step 1

Phone ki settings open kare uske baad search box me dns type karke search kar dein. 


not
Select private dns

Step 2

Private dns mein jane ke baad yaha aapko off ya automatic par selected dikhega.

ads
Type dns provided here

Step 3

 Yaha aap last option par select karke type kare  dns.adguard.com  uske baad save par click kare aapka internet kuch samay ke liye band hoga uske baad waps se on ho jayega on hone ke baad sabhi recent application close karke reopen kare aapko dekhne ko milega ki ads nhi aa rhe hai jaise ki jio chinema jaha aapko video's mein ads dekhne ko nhi milega aur aap bina ads ka video dekh payenge.

Click here to prank your friends 


Kisi bhi website se paisa kamane ki kuch savdhaniya

 Kya aap blogger website bna kar bina kuch kiye paisa kama sakte hai  ?

Blogger website bnane ke baad aap ko kuch savdhaniya rakhni chahiye aapki ek glti se aapka website dead ya fir delete kiya ja sakta hai aap yaha YouTube se jaldi paisa kama sakte ho lekin YouTube se jada yaha par risk hota hai kabhi bhi apni income share na kare kahi bhi isse aapka account bhi hack ho sakta hai hackers sirf url hi mil jaye to aapka account hack  ho sakta hai kuch aur bhi savdhaniya hai jo aapko niche mil jayengi ye sabhi word's aur btai hui baato ko dhyan se padh kar hi koi kadam udhay agar aisa nhi karte hai to aap apna bnaya hua website aur income kho denge kabhi bhi kisi ke bhi baato me aa kar apna e-mail password share na kare ho sake to aap premium wala thame use kare jo aapko bahut se jagaho par free me mil jayegi dhyan rhe ki sab kuch edit karke aap apna link aur I'd lga le. 


Kya blogger website mein kisi ka bhi contant copy paste kar sakte hai  ?

Blogger website mein kabhi bhi kisika bhi contant copy paste nhi kiya jata hai agar aap aisi galti kar dete hai to aapka website monetize nhi hoga agar monetize hai to demonetization me chla jayega is baat ka pura dhyan rkhe ki koi bhi contant kisi aur ka copy kiya hua na ho yaha aapko apna khud ka contant bna hona chahiye har contant me kuch ache points bhi hone chahiye heading ka bhi dhyan rkhe kaha full stop lagana hai uska bhi dhyan rkhe. 


Blogger website mein kitne contant hone chahiye monetization ke liye  ? 

Aapko blogger website bna kar phle stylish look dene ke baad pages bna le fir uske baad daily 1 se 2  contant post kare aapko ye kaam 25 days tak karna hai jab aapke website me 25 post ho jayenge tab aap monetization ke liye try kar sakte hai lekin yaha 30 % chance hota hai ki aapka monetization ho jay lekin aap ek baar try kar sakte hai kisi karan se monetize na hone par aap 30 days baad monetization ke liye apply kar sakte hai lekin aapko 30 days tak post upload karte rhna hai jab tak monetization na ho jay. 


don't
Don't copy any contant

Website ke sabhi post mein kitne words hone chahiye  ? 

 

 Aap ko sabhi post mein kamse kam 10k yani ki 10 hazar words mein likhna hoga aise karte hai to aapka website jald hi monetization ke liye tayyar ho jayega baaki ki jankari next post mein bta dunga yaha post bahut bada ho jayega. 



Thanks for visiting๐Ÿค

 

Kya kisi bhi website se paise kama sakte hai

 Agar aapko website bna kar paise kamana hai to kya karna chahiye ? 


Yadi aapko bhi website se earni karni hai to aapko kya karna chahiye kya website se paisa kamana itna aasan hai? Kitne logo ko lagta hai website se paise kamana bahut aasan hai vo comments me jarur btaye. 

 

To chaliye suru kare hai aaj ka topic

Mere hisaab se blogger se website banana bahut simple hai lekin settings pages aur bhi codes hai jinka dhyan rkhna padega kabhi bhi kisi bhi platform par jate hai to waha competition bhi utna hi jada hota hai agar aap ek bhi galti karte hai to aapka website down ho sakta hai jaise ki aap dekh sakte hai mere website ka sample jaha aapko privacy policy jaise pages bhi dikhengi jo koi bhi website constant creator ye sab karna nhi chahta hai lekin aapko AdSense se paisa kamana hai to aapko sabhi privacy policies ko follow karna hoga jo AdSense dwara btaya gya hai lekin vo sabhi English me hai isliye me aapko simple bhasa me bta deta hu jo paisa kamane ke liye bahut hai jise ki aapko bta du me aapko screenshot share karunga aapko waha dekh kar bhi samjh sakte hai usse phle me kuch steps bta deta hu sab kuch dhyan se dekhiye ek bhi galti hui to aapka website monetize nhi hoga jaldi monetization chahiye to steps follow jarur kariye. 


Step 1

Sabse phle aapko chrome open karna hai google search box me blogger search karna hai agar aap mera contant chrome me dekh rhe hai to aap google ya blogger par click karke direct ja skte hai aapko ye dono blue ๐Ÿ”ต colour me dikh rhe honge blogger open hone ke baad aap apne website ka naam likhiye jo logo ko dikhegi naam acha rkhiye jisse kisiko bhi search karne me koi presaani na ho uske baad ek url bnaiye agar website ka naam search karne se logo ko nhi mile to url se search kar payenge uske baad left side me 3️⃣ line par click karke niche diye gye page par jay waha aap privacy policy bnaye agar aapko malum nhi hai ki kaise privacy policy likhe ke liye plain page ayega to uske liye aap plus ➕ ke button ko click kare plain page aa jayega aise hi sabhi jagaho par karni hai  lekin  aapko policy likhne ki jarurat nhi hai bahut si aisi free website hai jaha aap apna kuch h details de kar privacy policy generate kar sakte hai waha se aap copy karke apne page me lga sakte hai dusri baat aapko disclaimer about us aur contact us bhi isi parkar se bna kar upload kar deni hai aapke blogger website me kamse kam 25 post hone chahiye agar 25 post nhi hai to aap paisa nhi kama paoge paisa kamane ke liye mehnat karni hogi koi short cut nhi hai isme aur dhyan rhe aapke pass AdSense ka koi dusra account nhi hona chahiye agr AdSense ka account aap phle se bna liye ho aur website dusre email se bnaye ho to chinta ki koi baat nhi hai website kisi bhi email se bna ho AdSense me add site par ja kar approval le sakte ho lekin AdSense ka sirf ek hi account hona chahiye dusra account bnane ka kosis na kare me samjhne ke liye privacy policy aur baaki ke sabhi pages share kar rha hu dekh kar bna le usme mene phle hi number likh diya hu jaha 1 ka matlab hota hai ki sabse phle aapko privacy policy likhni hai. 


privacy policy
Privacy ppolicy kaise bnani hai kya likhna hai kaise likhna hai jarur dekh le ek bhi galti nhi honi chahiye jaruri nhi hai ki aap koi photo isme upload kare


Agar aapko iske baad bhi kuch sikhna hai ya kuch puchna hai to comments kare comments๐Ÿ’ฌ karoge to mujhe pta chlega ki aapk sabko me jo kuch bhi sikha rha hu bta rha hu vo sab samjh me aa rha hai agar samjh me nhi aa rha hai to jarur puche aapko reply di jeyegi kuch log comments karna chahte honge lekin kar nhi pate hai vo log google sign in karke comments kare aap comments kar paoge kyuki jab tak aap comments nhi kroge tab tak apne mn se kitna bta paunga jab tak koi doubt nhi hoga tab tak solution kaise dunga blog acha lage to comments me jarur btana dosto. 

Thanks for visiting๐Ÿค


Infinix me sabhi models ka gcam kaise download kare bina root kiye aur crash fixed

 Kya Infinix ke mobile me Gcam work karega?

Me apko bta du ki infinix ke phones me orignal wala google camera work nhi karega agar aapko google camera chalana hai to aapko apne mobile ko root karna hoga aur rom ko change karke custom rom install karna hoga lekin root karne me bhi kuch chizo ka samna karna padta hai jaise ki root karte hai original rom ka delete ho jana dead phone ko waps se rom install karne par imei ka delete ho jana jo jada tar mediatak jaise mobiles me hota hai root karne ka kaam apne risk par kariye jo jitna fyda deta hai vo utna hi jada nuksaan bhi karta hai banking application bhi nhi chlta hai isliye normal hi use kare google camera go install karke kaam chlao agar phone warranty me hai to custom rom install nhi kare sirf Bootloader unlock karke phone me magisk install karke rhne de jisse aapka warranty bacha rhega. 


Google Camera Go ka quality kaisa hai?

Iska asan sa answer hai ki image quality low rhegi google camera jaisi photo nhi ayegi agar aapko quality achi chahiye to aap root ki taraf ja sakte hai. 


Download now

Instagram par followers kaise badhaye

Yaha aapko bataya gya hai ki Instagram par followers kaise badhaye?

Dosto agar aapko Instagram par followers badhana hai to aap kharid sakte hai aapko sign up link niche mil jayegi jaha se aap sign up karke minimum 10 rupees add kar skte hai jaha aapko qr code diya jayega ye sirf phone pe aur paytm se hi work karega payment hone ke baad RRN Number ya Transaction id copy karke Amount aur I'd paste kar de agar aapka payment invalid show hota hai to aap customer support par ja kar payment ka screenshot de kar amount add karwa sakte hai. 

Link work nhi kare to chrome me ja kar redpanel.in search kar le

Kya ye real followers hote hai ?

Agar aapko lagta hai ki sabhi followers real hote hai to aisa bilkul bhi nhi hai yaha se aapko fake accounts wale hi followers milte hai chahe koi bhi website ho waha apko aisa hi dekhne ko milega jaha aapko sirf fake accounts wale followers hi diye jate hai koi bhi website real followers nhi de sakti hai. 

TC lottery real hai ya fake kya hai tc lottery ka sach aaiye jante hai

 Tc lottery ka naam aaj kal aap sabhi log sun rhe honge kya ye sach me itna profit deta hai ya fir log iska paryog karke nuksaan seh rhe hai


Aap sabhi log kahi na kahi se tc lottery naam ka application ya website jarur join kiye honge. 

Ham bta de ki ye sign up karne par koi bhi bonus nhi dete hai yaha aapko kam se kam 100 rupees add karke hi khel sakte hai lekin ye kisi kaam ka nhi hai yaha aapko profit se jada losse dekhne ko milega isliye koi bhi is application ko download karke paise na lgaye aise application jada dino tak nhi chlte hai baad me ye website aur application band ho jate hai jisse aapko paisa bhi chla jata hai online aise application par bharosa karke jada amount add na kare agar aap laalach me aa kar paise add kar dete hai to isse aapka hi nuksaan hoga me aapko link nhi dunga kyuki ye risk wala hai aapko me photo dikha skta hu ki ye kaisa dikhta hai agar aap ab tak join nhi hai ya iske baare me nhi jante hai to isko dekh lijiye jisse ki bhawisya me kabhi aapko mile to aap join na kare 


Tc
Tc lottery

Iska server bhi bahut slow chlta hai 

Lottery
Tc lottery interface

Stark rhe savdhan rhe aise fraud aur scam jaisi chizon se dur rhe. 
#shamsulhaque


Best teen patti online free earning application

Aaj ka topic hai free best online earning application. 

Yaha aapko ek application diya jayega jaha se aap game khel kar paise kama sakte hai paisa kamane ke liye aapko niche diye gye link se download kar lena hoga uske baad mobile number se login kar lena login hote hi aapko 15rs se 25rs bonus mil jayega. 

Bonus se game khel kar 100 se 200 rs kar lena uske baad aap 100 rs add karke 200rs withdrawal kar lena ye 100% trusted hai 

Is application me koi bhi fraud ya scam ka risk nhi hai

Aapko niche step aur photo se btaya gya hai aur add money bhi dikhaya gya hai jaha aap dekh sakte hai 100rs add karne par kitna bonus extra add hoga. 

Niche diye gye photo aur steps ko follow jarur kare. 

Earn money
Sign up bonus 15 se 25 rs diya jata hai

Yaha aapko lucky coin bhi milta hai agar aapko number ata hai to aap pa sakte hai 100 se 10000 rs tak ke inaam. 


Download now


Add
Yah add money ka page hai

Yaha aapko btaya gya hai add money ke interface aap dekh kar hi download kare ya paisa add kare. 


Sign up now


Refer
Yaha aapko refer and earn ke bare me btaya gya hai

Aap apne friends ko refer karke bhi earn kar sakte hai aur bonus bhi jada mil jata hai ek baar try jarur kare. 


Download Now


Thanks for visiting ๐Ÿค