Showing posts with label Ads band kaise kare. Show all posts
Showing posts with label Ads band kaise kare. Show all posts

Third party applications ka ads band kaise kare ligal rup se

 Kya aapko bhi kisi third party applications ka ads band karna hai bina kisi risk ya applications download kiye ?

Ye trick sirf third party applications me hi work karegi na ki YouTube ya kisi aise applications mein jo Google se ho is trick ka use sirf third party me hi use kiya jata hai jaha aapko phone root krne ki jarurat nhi hai aur kisi application ko download bhi nhi karni hai. 


open
Go to settings and search dns

Step 1

Phone ki settings open kare uske baad search box me dns type karke search kar dein. 


not
Select private dns

Step 2

Private dns mein jane ke baad yaha aapko off ya automatic par selected dikhega.

ads
Type dns provided here

Step 3

 Yaha aap last option par select karke type kare  dns.adguard.com  uske baad save par click kare aapka internet kuch samay ke liye band hoga uske baad waps se on ho jayega on hone ke baad sabhi recent application close karke reopen kare aapko dekhne ko milega ki ads nhi aa rhe hai jaise ki jio chinema jaha aapko video's mein ads dekhne ko nhi milega aur aap bina ads ka video dekh payenge.

Click here to prank your friends