Agar aapko website bna kar paise kamana hai to kya karna chahiye ?
Yadi aapko bhi website se earni karni hai to aapko kya karna chahiye kya website se paisa kamana itna aasan hai? Kitne logo ko lagta hai website se paise kamana bahut aasan hai vo comments me jarur btaye.
To chaliye suru kare hai aaj ka topic
Mere hisaab se blogger se website banana bahut simple hai lekin settings pages aur bhi codes hai jinka dhyan rkhna padega kabhi bhi kisi bhi platform par jate hai to waha competition bhi utna hi jada hota hai agar aap ek bhi galti karte hai to aapka website down ho sakta hai jaise ki aap dekh sakte hai mere website ka sample jaha aapko privacy policy jaise pages bhi dikhengi jo koi bhi website constant creator ye sab karna nhi chahta hai lekin aapko AdSense se paisa kamana hai to aapko sabhi privacy policies ko follow karna hoga jo AdSense dwara btaya gya hai lekin vo sabhi English me hai isliye me aapko simple bhasa me bta deta hu jo paisa kamane ke liye bahut hai jise ki aapko bta du me aapko screenshot share karunga aapko waha dekh kar bhi samjh sakte hai usse phle me kuch steps bta deta hu sab kuch dhyan se dekhiye ek bhi galti hui to aapka website monetize nhi hoga jaldi monetization chahiye to steps follow jarur kariye.
Step 1
Sabse phle aapko chrome open karna hai google search box me blogger search karna hai agar aap mera contant chrome me dekh rhe hai to aap google ya blogger par click karke direct ja skte hai aapko ye dono blue ๐ต colour me dikh rhe honge blogger open hone ke baad aap apne website ka naam likhiye jo logo ko dikhegi naam acha rkhiye jisse kisiko bhi search karne me koi presaani na ho uske baad ek url bnaiye agar website ka naam search karne se logo ko nhi mile to url se search kar payenge uske baad left side me 3️⃣ line par click karke niche diye gye page par jay waha aap privacy policy bnaye agar aapko malum nhi hai ki kaise privacy policy likhe ke liye plain page ayega to uske liye aap plus ➕ ke button ko click kare plain page aa jayega aise hi sabhi jagaho par karni hai lekin aapko policy likhne ki jarurat nhi hai bahut si aisi free website hai jaha aap apna kuch h details de kar privacy policy generate kar sakte hai waha se aap copy karke apne page me lga sakte hai dusri baat aapko disclaimer about us aur contact us bhi isi parkar se bna kar upload kar deni hai aapke blogger website me kamse kam 25 post hone chahiye agar 25 post nhi hai to aap paisa nhi kama paoge paisa kamane ke liye mehnat karni hogi koi short cut nhi hai isme aur dhyan rhe aapke pass AdSense ka koi dusra account nhi hona chahiye agr AdSense ka account aap phle se bna liye ho aur website dusre email se bnaye ho to chinta ki koi baat nhi hai website kisi bhi email se bna ho AdSense me add site par ja kar approval le sakte ho lekin AdSense ka sirf ek hi account hona chahiye dusra account bnane ka kosis na kare me samjhne ke liye privacy policy aur baaki ke sabhi pages share kar rha hu dekh kar bna le usme mene phle hi number likh diya hu jaha 1 ka matlab hota hai ki sabse phle aapko privacy policy likhni hai.
Privacy ppolicy kaise bnani hai kya likhna hai kaise likhna hai jarur dekh le ek bhi galti nhi honi chahiye jaruri nhi hai ki aap koi photo isme upload kare |
Agar aapko iske baad bhi kuch sikhna hai ya kuch puchna hai to comments kare comments๐ฌ karoge to mujhe pta chlega ki aapk sabko me jo kuch bhi sikha rha hu bta rha hu vo sab samjh me aa rha hai agar samjh me nhi aa rha hai to jarur puche aapko reply di jeyegi kuch log comments karna chahte honge lekin kar nhi pate hai vo log google sign in karke comments kare aap comments kar paoge kyuki jab tak aap comments nhi kroge tab tak apne mn se kitna bta paunga jab tak koi doubt nhi hoga tab tak solution kaise dunga blog acha lage to comments me jarur btana dosto.
Thanks for visiting๐ค
No comments:
Post a Comment